MAIN KYA KAROON RAM MUJHE BUDDHA MIL GAYA LYRICS

Main Kya Karoon Ram Mujhe Buddha Mil Gaya Lyrics

Main kya karoon ram mujhe buddha mil gaya
Main kya karoon Ram mujhe buddha mil gaya
Hoye hoye buddha mil gaya
Ho buddha mil gaya
Haaye main kya karoon Ram mujhe buddha mil gaya
Main kya karoon Ram mujhe buddha mil gaya

Sab jo gaye baag mera buddha bhi chala gaya
Sab jo gaye baag mera buddha bhi chala gayaSab to laaye phool buddha gobhi le ke aa gaya
Sab to laaye phool buddha gobhi le ke aa gaya
Main ho gayi badnaam mujhe buddha mil gaya
Haaye kya karoon Ram mujhe buddha mil gaya
Hoye hoye buddha mil gaya
Ho buddha mil gaya
Haaye main kya karoon Ram mujhe buddha mil gaya

Also Read  filmycinema.com all movies

Main gudiya hasin meri morni si chaal hai Main gudiya hasin meri morni si chaal hai
Sar mein safed
Sar mein safed uske dada jee ka baal hai
Sar mein safed uske dada jee ka baal hai
Kya hoga anjam mujhe buddha mil gaya
Haaye kya karoon Ram mujhe buddha mil gaya
Hoye hoye buddha mil gaya
Ho buddha mil gaya
Main kya karoon Ram mujhe buddha mil gaya

Pariyon ke des mujhe buddha le ke aa gaya
Pariyon ke des mujhe buddha le ke aa gaya
Maine jo uthaya ghoonghat buddha gussa kha gaya
Maine jo uthaya ghoonghat buddha gussa kha gaya
Bigde saare kaam mujhe buddha mil gaya
Haaye kya karoon Ram mujhe buddha mil gaya
Hoye hoye buddha mil gaya
Ho buddha mil gaya
Haaye main kya karoon Ram mujhe buddha mil gaya
Main kya karoon Ram mujhe buddha mil gaya

Also Read  MAULA MERE LE LE MERI JAAN LYRICS

Main Kya Karoon Ram Mujhe Buddha Mil Gaya Lyrics In English

Anisha Dixit

Anisha Dixit is a contributor at Trade Day, writing on personal finance, mutual funds, and market basics for Indian retail investors. She focuses on making everyday money and investing decisions easier to understand for beginners.

Latest from Blog