RAINA BEETI JAYE SHYAM NA AAYE LYRICS

Raina Beeti Jaye Shyam Na Aaye Lyrics

Raina beeti jaye, Shyam na aaye
Raina beeti jaye, Shyam na aaye..
Nindiya na aaye, nindiya na aaye
Raina beeti jaye, Shyam na aaye
Raina beeti jaye..

Shaam ko bhoola, Shyam ka waada re
Shaam ko bhoola, Shyam ka waada
Sang diye ke jaagi RadhaNindiya na aaye, nindiya na aaye
Raina beeti jaye, Shyam na aaye
Raina beeti jaye..

Kis sautan ne roki dagariya
Kis sautan ne roki dagariya
Kis bairan se laagi nazariya
Nindiya na aaye, nindiya na aaye
Raina beeti jaye, Shyam na aaye Raina beeti jaye..

Also Read  tamilrockers petta movie

Biraha ki maari, prem diwaani re
Biraha ki maari, prem diwaani
Tan man pyasa ankhiyon mein paani
Nindiya na aaye, nindiya na aaye
Raina beeti jaye, Shyam na aaye
Raina beeti jaye..

Raina Beeti Jaye Shyam Na Aaye Lyrics In English

Anisha Dixit

Anisha Dixit is a contributor at Trade Day, writing on personal finance, mutual funds, and market basics for Indian retail investors. She focuses on making everyday money and investing decisions easier to understand for beginners.

Latest from Blog