KHAMAKHA LYRICS

Khamakha Lyrics

Halki halki aahein bharna
Takiye mein sar de ke dheeme dheeme
Sarghoshi mein baatein karna
Pagalpan hai aise tum pe marna
Ubla ubla kyun lagta hai
Yeh badan, yeh jalan to Khamakha nahin
Khamakha nahin

Ye khalish jo hai woh khamakha nahinHaan tapish to hai par khamakha nahin x (2)

Jo nahin kiya, kar ke dekhna
Saans rok ke, mar ke dekhna
Yeh bewajah, besabab khamkha nahin
Yeh khamakha nahin
Yeh khamakha nahin
Yeh khamakha nahin

Saari saari raat ka jagna Khidki pe sar rakh ke rote rehna
Ummeedon ka jalna bujhna
Paagalpan hai aise tum pe marna
Khaali khaali do aankhon mein
Yeh namak, yeh chamak to khamakha nahin
Khamakha nahin

Also Read  lord of the rings telugu dubbed

Fikra rehti hai jo khamakha nahin
Zikra rehta hai jo khamakha nahin
Ashk aankhon mein bhar ke dekhna
Aaina kabhi dar ke dekhna
Yeh bewajah, besabab khamakha nahin
Deewangi sahi yeh khaamakha nahin
Haan junoon to hai par khamakha nahin

Sada Bhawani taahi jai ho pyara
Gauri pootra Ganesh
Paanch dev raksha karein ho pyara
Brahma Vishnu Mahesh

Kasam yo des mera se harya bharya Haryana
Seedhe saadhe log ade ke doodh dahi ka khana
Bolo Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram – 3

Khamakha Lyrics In English

Latest from Blog

error: Content is protected !!