Kuch Na Kaho Lyrics
Female Version (Lata Mangeshkar)
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kuch na kaho kuch bhi na kaho
Kuch na kaho kuch bhi na kaho
Kya kehna hai kya sun-na hai
Mujhko pata hai, tumko pata hai
Samay ka yeh pal, tham sa gaya hai
Aur is pal mein koi nahi haiBas ek main hoon bas ek tum ho
Kuch na kaho kuch bhi na kaho
Khoyi sab pehchaanein
Khoye saare apne
Samay ki chhalani se gir gir ke
Khoye saare sapne
Khoyi sab pehchaanein
Khoye saare apne Samay ki chhalani se gir gir ke
Khoye saare sapne
Aur is pal mein koi nahi hai
Bas ek main hoon bas ek tum ho
Kuch na kaho kuch bhi na kaho
Humne jab dekhe the
Sundar komal sapne
Phool, sitare, parvat, baadal
Sab lagte the apne
Humne jab dekhe the
Sundar komal sapne
Phool, sitare, parvat, baadal
Sab lagte the apne
Aur is pal mein koi nahi hai
Bas ek main hoon bas ek tum ho
Kuch na kaho kuch bhi na kaho
Kya kehna hai kya sun-na hai
Mujhko pata hai, tumko pata hai
Samay ka yeh pal, tham sa gaya hai
Aur is pal mein koi nahi hai
Bas ek main hoon bas ek tum ho
Male Version (Kumar Sanu)
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kuch na kaho kuch bhi na kaho
Kuch na kaho kuch bhi na kaho
Kya kehna hai kya sun-na hai
Mujhko pata hai, tumko pata hai
Samay ka yeh pal, tham sa gaya hai
Aur is pal mein koi nahi hai
Bas ek main hoon bas ek tum ho
Kuch na kaho kuch bhi na kaho
Kitne gehare halke
Shaam ke rang hain chhalke
Parvat se yun utare baadal
Jaise aanchal dhalke
Kitne gehare halke
Shaam ke rang hain chhalke
Parvat se yun utare baadal
Jaise aanchal dhalke
Aur is pal mein koi nahi hai
Bas ek main hoon bas ek tum ho
Kuch na kaho kuch bhi na kaho
Sulagi sulagi saansein
Behki behki dhadkan
Mehke mehke shaam ke saaye
Pighle pighle tan man
Sulagi sulagi saansein
Behki behki dhadkan
Mehke mehke shaam ke saaye
Pighle pighle tan man
Aur is pal mein koi nahi hai
Bas ek main hoon bas ek tum ho
Kuch na kaho kuch bhi na kaho
Kya kehna hai kya sun-na hai
Mujhko pata hai, tumko pata hai
Samay ka yeh pal, tham sa gaya hai
Aur is pal mein koi nahi hai
Bas ek main hoon bas ek tum ho