LAGA CHUNRI MEIN DAAG LYRICS

Laga Chunri Mein Daag Lyrics

Laga chunri mein daag chhupaun kaise
Laga chunri mein daag
Chunri mein daag chhupaun kaise
Ghar jaaun kaise
Laga chunri mein daag chhupaun kaise
Laga chunri mein daag

Ho gayi maili mori chunariya
Kore badan si kori chunariya x (2)

Haan jaake babul se nazrein milaun kaise
Ghar jaaun kaise
Laga chunri mein daag chhupaun kaise
Laga chunri mein daag

Bhool gayi sab vachan vida ke
Kho gayi main sasural mein aake x (2)

Haan jaake babul se nazrein milaun kaise
Ghar jaaun kaise Laga chunri mein daag

Also Read  movierulz 2020 telugu dear comrade

Kori chunariya atma mori, mail hai maya jaal
Kori chunariya atma mori, mail hai maya jaal
Woh duniya more babul ka ghar, yeh duniya sasural
Haan jaake babul se nazrein milaun kaise
Ghar jaaun kaise
Laga chunri mein daag chhupaun kaise
Laga chunri mein daag chhupaun kaise
Laga chunri mein daag

Laga Chunri Mein Daag Lyrics In English

Latest from Blog

error: Content is protected !!