MILTI HAI ZINDAGI MEIN MOHABBAT KABHI KABHI LYRICS

Milti Hai Zindagi Mein Mohabbat Kabhi Kabhi Lyrics

Milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi

Hoti hai dilbaron ki inaayat kabhi kabhi

Sharma ke munh na pher nazar ke sawaal par

Laati hai aise mod pe kismat kabhi kabhiLaati hai aise mod pe kismat kabhi kabhi
Milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi

Also Read  moviesda torrent magnet

Khulte nahin hain roz dareeche bahaar ke

Aati hai jaan-e-man yeh qayamat kabhi kabhi
Aati hai jaan-e-man yeh qayamat kabhi kabhi
Milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi

Tanha na kat sakenge jawaani ke raaste Tanha na kat sakenge jawaani ke raaste
Pesh aayegi kisi ki zaroorat kabhi kabhi
Pesh aayegi kisi ki zaroorat kabhi kabhi
Milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi

Phir kho na jaayen hum kahin duniya ki bheed mein

Milti hai paas aane ki mohlat kabhi kabhi
Milti hai paas aane ki mohlat kabhi kabhi
Hoti hai dilbaron ki inaayat kabhi kabhi
Milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi
Milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi

Also Read  RABBA MERE RABBA LYRICS

Milti Hai Zindagi Mein Mohabbat Kabhi Kabhi Lyrics in English

Latest from Blog

error: Content is protected !!