NA TUM JAANO NA HUM LYRICS

Na Tum Jaano Na Hum Lyrics

Kyun chalti hai pavan
Kyun jhoome hai gagan
Kyun machalta hai man
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum

Kyun aati hai bahaar
Kyun lut-ta hai karaar
Kyun hota hai pyaarNa tum jaano na hum
Na tum jaano na hum

Yeh madhoshiyan, yeh tanhaiyaan
Tasavvur mein hain kiski parchhaiyaan
Yeh bheega sama, umangein jawaan
Mujhe ishq le ja raha hai kahan
Kyun ghum hai har disha
Kyun hota hai nasha Kyun aata hai maza
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum

Also Read  MERE DIL KO YE KYA HO GAYA LYRICS

Dhadakta bhi hai, tadapta bhi hai
Yeh dil kyun achaanak behakta bhi hai
Mehakta bhi hai, chehakta bhi hai
Yeh dil kya wafa ko samjhata bhi hai
Kyun milti hai nazar
Kyun hota hai asar
Kyun hoti hai sehar
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum

Kyun chalti hai pavan
Kyun jhoome hai gagan
Kyun machalta hai man
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum

Kyun aati hai bahaar
Kyun lut-ta hai karaar
Kyun hota hai pyaar
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum

Na Tum Jaano Na Hum Lyrics In English

Latest from Blog

error: Content is protected !!