NEELA AASMAN SO GAYA LYRICS

Neela Aasman So Gaya Lyrics

Neela aasman so gaya
Neela aasman so gaya

La ra la ra la la la ra la
La ra la ra la la la ra la ho
Neela aasman so gaya

Os barse, raat bheege honth tharrayein
Dhadkanein kuchh kehna chaahein
Keh nahi paayeinHawa ka geet madhyam hai
Hawa ka geet madhyam hai
Samay ki chaal bhi kam hai

Neela aasman so gaya
Neela aasman so gaya

Ho meri baahon mein sharmate lajate
Aise tum aaye
Ke jaise baadalon mein chaand Dheere dheere aa jaaye
Yeh tanhayi, yeh main aur tum
Yeh tanhayi, yeh main aur tum
Zameen bhi ho gayi gumsum

Also Read  NA KOI UMANG HAI NA KOI TARANG HAI LYRICS

Neela aasman so gaya
Neela aasman so gaya

La ra la ra la la la ra la
La ra la ra la la la ra la ho
Neela aasman so gaya

Neela Aasman So Gaya Lyrics In English

Anisha Dixit

Anisha Dixit is a contributor at Trade Day, writing on personal finance, mutual funds, and market basics for Indian retail investors. She focuses on making everyday money and investing decisions easier to understand for beginners.

Latest from Blog