RAAT BHAR LYRICS – Heropanti

Raat Bhar Lyrics

Aa Raat bhar aa raat bhar
Jaayein na ghar, jaaye na ghar
Hai saath tu.. kya hai fikar..
Jaayein na ghar aa raat bhar
Jaayein jahan, jahan, jahan dil kare
Jaane kahan, kahan, kahan phir milein
Is raat mein beete umar, saari umar..
Aa raat bhar jaayein na ghar

Namkeeniyan hain, nazdeekiyan hain
Rang hi rang hai nazaaron mein
Hansne lagi hoon phansne lagi hoon
Armaan dil mein hazaaron hain
To paar de sabhi hadein
Gale lagein, kabhi nahi hone dein sehar..
Iss raat mein beete umar.. saari umar
Aa raat bhar.. aa raat bhar Aa raat bhar.. aa raat bhar
Jaayein na ghar.. jaaye na ghar
Aa raat bhar..

Also Read  sonu ke titu ki sweety movie download 720p

Aa raat bhar.. aa raat bhar..

Raat Bhar Lyrics In English

Latest from Blog

error: Content is protected !!