RULA KE GAYA SAPNA MERA LYRICS

Rula Ke Gaya Sapna Mera Lyrics

Rula ke gaya sapna mera
Rula ke gaya sapna mera
Baithi hoon kab ho savera
Rula ke gaya sapna mera

Wohi hai gham-e-dil
Wohi hain chanda taare
Haaye wohi hum be-sahare
Wohi hai gham-e-dilWohi hain chanda taare
Wohi hum be-sahare
Aadhi raat wohi hai
Aur har baat wohi hai
Phir bhi na aaya lutera
Rula ke gaya sapna mera
Baithi hoon kab ho savera
Rula ke gaya sapna mera

Kaisi yeh zindagi
Ke saanson se hum oobe
Ke dil dooba, hum doobe
Kaisi yeh zindagi
Ke saanson se hum oobe
Ke dil dooba, hum doobe
Ek dukhiya bechari
Is jeewan se haari
Us par yeh gham ka andhera
Rula ke gaya sapna mera
Baithi hoon kab ho savera
Rula ke gaya sapna mera

Also Read  movierulz chhichhore

Rula Ke Gaya Sapna Mera Lyrics In English

Latest from Blog

error: Content is protected !!