SAANSON KO LYRICS – Zid

Saanson Ko Lyrics

Saanson ko jeene ka ishaara mil gaya
Dooba main tujhme to kinaara mil gaya

Saanson ko jeene ka ishaara mil gaya
Dooba main tujhme to kinaara mil gaya
Tu mila to Khuda ka sahara mil gaya
Tu mila to Khuda ka sahara mil gaya
Gamzada gamzada dil ye tha gamzada
Bin tere, bin tere dil ye tha gamzada

Aaram de tu mujhe, barson ka hu main thaka
Palko pe raatein liye tere vaste main jaga
Mere har dard ki gehrayi ko mehsus karta hai tu
Teri aankhon se gam tera mujhe maalum hone laga
Tu mila to Khuda ka sahara mil gaya
Tu mila to Khuda ka sahara mil gaya
Gamzada gamzada dil ye tha gamzada
Bin tere, bin tere dil ye tha gamzada

Also Read  TERE BINA LYRICS

Saanson ko jeene ka ishaara mil gaya
Dooba main tujhme to kinaara mil gaya
Tu mila to Khuda ka sahara mil gaya
Tu mila to Khuda ka sahara mil gaya
Gamzada gamzada dil ye tha gamzada
Bin tere, bin tere dil ye tha gamzada

Saanson Ko Lyrics In English

Latest from Blog

error: Content is protected !!