AALA RE AALA LYRICS

Aala Re Aala Lyrics

Ek din ke liye, ek pal ke liye
Teri dulhan banoo sirf pal ke liye..
Intezaaron ka kajal laga lu zara
Ishq ke iss pal mein naha lu zara
Ek din ke liye…

Aag lagi hai..
Lala lala lala lala la..
Dhuaan uttha hai..Lala lala lala lala la..

Aag lagi hai, dhuaan uttha hai
Ishq mohabbat wala
Kisne meri jaan chhudaai
Kisne maar dala

Aag lagi hai
Dhuaan uttha hai
Ishq mohabbat wala Kisne meri jaan chhudaai
Kisne maar dala

Aala re aala, Mania aala
Dil ke shehar mein apun ka bolbala
Aala re aala, Mania aala
Dil ke shehar mein apun ka bolbala
Aala re aala, Mania aala
Dil ke shehar mein apun ka bolbala

Also Read  mission impossible 1 tamil dubbed

Meri aankhon ki sharaaratein
Be-sabra haraaratein
Meri sehmi sehmi chaahatein
Mere nange paanv bhaagate
Mera jo bhi hai woh mere mehboob ka

O..
Dekhoon kaise main dekhoon ja mehboob tu
Teri baahon ki kashti ke sang doobe dil
Jo tujhe khwaab mein roz milta raha…
Jo tujhe khwaab mein roz milta raha
Main wohi hoon, wohi hoon, wohi khoob hoon

Aawaragardi karne aaya yahaan matwala
Aashiq waali adaa ne zaalim mujhko maar dala

Aala re aala, Mania aala
Aaj se hoga apun ka bolbala
Aala re aala, Mania aala
Tum sa kasam se na dekha himmatwala

Aala Re Aala Lyrics In English

Latest from Blog

error: Content is protected !!