SUN SAATHIYA LYRICS – ABCD 2

Sun Saathiya Lyrics

Ho Sun saathiya, mahiya barsa de
Ishqan ki siyahiyan

Rang jaaoon, rang rang jaaoon ri
Haan ri main
Tujhpe main jhar jhar, jhar jaaoon haan ri
Hoon piya bas teri main
Ho chhoole to khari main
To khari main, khari mainSun saathiya, mahiya barsa de
Ishqan ki siyahiyan

Main reit si boond ka zariya tu
Paake tujhe bheeg jaaoon ri
Main reit si boond ka zariya tu
Paake tujhe bheeg jaaoon ri
Tar jaaoon, tar tar jaaoon
Dariya yeh tar jaaoon ji Ishq yeh paake main tera nikhar jaaoon ri
Piya bas teri main
Ho chhoole to khari main
To khari main, khari main

Also Read  kannada movie rulz.com

Sun saathiya, mahiya barsa de
Ishqan ki siyahiyan

Sun Saathiya Lyrics In English

Latest from Blog

error: Content is protected !!