TU KAL CHALA JAYEGA LYRICS

Tu Kal Chala Jayega Lyrics

Tere jaane ki khushi aur dil udaas hai
Door hum huye to kya dil to dil ke paas hai

Tu kal chala jayega to main kya karunga
Tu kal chala jayega to main kya karunga
Tu yaad bahut aayega
Tu yaad bahut aayega to main kya karunga
Tu kal bichhad jayega to main kya karunga
Tu kal bichhad jayega to main kya karungaTu muhjko bhool jayega to main kya karunga
Tu kal chala jayega

Teri yaad ko kahin door chhod aaun main
Teri yaad ko kahin door chhod aaun main
Iss kadar pila mujhe tujhko bhool jaaun main
Iss kadar pila mujhe tujhko bhool jaaun main
Tujhko bhool jaaun main

Also Read  uriyadi movie tamilrockers

Hosh magar aayega to main kya karunga Arre hosh magar aayega to main kya karunga
Tu yaad bahut aayega to main kya karunga
Tu kal chala jayega

Tere jaisa kaun hai aur kiska naam loon
Tere jaisa kaun hai aur kiska naam loon
La main issi baat par aur ek jaam loon
La main issi baat par aur ek jaam loon
Aur ek jaam loon

Jaam chhalak jayega to main kya karunga
Jaam chhalak jayega to main kya karunga
Tu muhjko bhool jayega to main kya karunga
Tu kal chala jayega

Bhool jaana tu mujhe zindagi sawarna
Bhool jaana tu mujhe zindagi sawarna
Yaad na karna mujhe hans ke din ghuzarna
Yaad na karna mujhe hans ke din ghuzarna
Hans ke din ghuzarna

Also Read  THUG LE LYRICS

Tera gham rulayega to main kya karunga
Arre tera gham rulayega to main kya karunga
Tu yaad bahut aayega to main kya karunga

Tu kal chala jayega to main kya karunga
Tu yaad bahut aayega to main kya karunga
Tu kal bichhad jayega to main kya karunga
Tu muhjko bhool jayega to main kya karunga
Tu kal chala jayega

Tu Kal Chala Jayega Lyrics In English

Anisha Dixit

Anisha Dixit is a contributor at Trade Day, writing on personal finance, mutual funds, and market basics for Indian retail investors. She focuses on making everyday money and investing decisions easier to understand for beginners.

Latest from Blog