MAIN DHOONDNE KO ZAMAANE MEIN LYRICS

Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Lyrics

Aaha.. aa.. aaha..
Aaha.. aa…

Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla
Pata chala ke galat leke main pata nikla
Pata chala ke galat leke main pata nikla
Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla..

Aaha.. aa.. aaha..
Aaha.. aa…

Jiske aane se mukammal ho gayi thi zindagi
Dastakein khushiyon ne di thi mit gayi thi har kami
Kyun bewajah di yeh saza
Kyun khwaab de ke woh le gaya
Jiyen jo hum lage sitam
Azaab aise woh de gaya Main dhoondne ko uske dil mein jo khuda nikla
Main dhoondne ko uske dil mein jo khuda nikla..
Pata chala ke galat leke main pata nikla
Pata chala ke galat leke main pata nikla
Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla

Also Read  PHIR TOTE SE BOLI MAINA LYRICS

Aaha.. aa.. aaha..
Aaha.. aa…

Dhoondhata tha ek pal mein dil jise yeh sau dafa
Hai suhana raaz us din roothi shaamein din khafa
Woh aayein na, le jaayein na
Haan uski yaadein jo yahaan
Na raasta, na kuchh pata
Main usko dhoondhunga ab kahaan
Main dhoondne jo kabhi jeene ki wajah nikla
Main dhoondne jo kabhi jeene ki wajah nikla
Pata chala ke galat leke main pata nikla
Pata chala ke galat leke main pata nikla
Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla

Aaha.. aa.. aaha..
Aaha.. aa… wo…
O… aa… wo… ae…

Also Read  How to solve [pii_email_19afa2589f959393bf73] error?

Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Lyrics In English

Anisha Dixit

Anisha Dixit is a contributor at Trade Day, writing on personal finance, mutual funds, and market basics for Indian retail investors. She focuses on making everyday money and investing decisions easier to understand for beginners.

Latest from Blog